Sorah Fatiha Aur Sorah Al-Baqra - Qurani Sooraton Ka Taruf(Ep:01)
Silsila Qurani Sooraton Ka Taruf mein ap mulahiza farmayen gay quran ki suraton ki tadad, mashoor namon ki wajah, quran ka ijmali bayan, har marz say shifa, makka o madian mein nazil honay wali surat, allah say mangnay ka tariqa, nuzool mein pehli surat, huzoor ki khusosiyat, allah say madad ki talab, naik logon kay rasty par chalny ki dua, dunya ki zindagi ka khatma or qayamat ki khabar, ye sub aur buhut kuch jannay kay liye is video ko mukammal zaroor dekhiye.
صراط الجنان فى تفسير القران پڑهيں الحمد لله رب العلمين الرحمن الرحيم ملك يوم الدين اياك نعبد واياك نستعين اهدنا الصراط المستقيم صراط الذين انعمت عليهم غير المغضوب عليهم ولا الضالين
Comments