Book Name:Maktoob e Attar
اَلۡـحَـمۡـدُ لِـلّٰـہِ رَبِّ الۡـعٰـلَـمِیۡنَ وَ الـصَّـلٰـوۃُ وَالـسَّـلَامُ عَـلٰی سَـیِّـدِ الۡـمُـرۡسَـلِـیۡنَ
اَمَّـابَــعۡـدُ فَـاَعُـوۡذُ بِـالـلّٰـہِ مِـنَ الـشَّـیۡـطٰنِ الـرَّجِیۡمِؕ بِـسۡمِ الـلّٰـہِ الـرَّحۡـمٰنِ الـرَّحِـیۡمِؕ
Maktoob-e-Attar
بِسْمِ اللہِ الرَّحْمٰنِ الرَّ حِیْم
Sag-e-Madinah Muhammad Ilyas Attar Qadiri Razavi عُفِيَ عَنۡه ki janib say, tamam Islami bhaiyo, Islami behnon, Madaris-ul-Madinah aur Jami’at-ul-Madinah kay Asatizah, Talabah, Mu’alimat aur Talibaat ki khidmat mayn Ka’bah Musharrafah kay gird ghumta huwa Gumbad-e-Khazrah ko choomta huwa Rajab-ul-Murajjab, Sha’ban-ul-Mu’azzam aur Ramzan-ul-Mubarak kay rozah-daron ki barkaton say maala-maal jhoomta huwa Salaam.
اَلسَّلَامُ عَلَيۡكُمۡ وَ رَحۡمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهٗ
اَلۡحَمۡدُ لِلّٰهِ رَبِّ الۡعٰلَمِيۡنَ عَلٰي كُلِّ حَالٍ
Ho na ho aaj kuch mayra zikr Huzoor mayn huwa
Warna mayri taraf khushi daykh ker muskurayi kiyun
(Hadaeq-e-Bakhshish shareef)