اَلْحَمْدُ لِلّٰہِ رَبِّ الْعٰلَمِیْنَ وَ الصَّلٰوۃُ وَالسَّلَامُ عَلٰی سَیِّدِ الْمُرْسَلِیْنَ ط
اَمَّا بَعْدُ فَاَعُوْذُ بِاللّٰہِ مِنَ الشَّیْطٰنِ الرَّجِیْمِ ط بِسْمِ اللہِ الرَّحْمٰنِ الرَّ حِیْم ط
The Beloved Prophet صَلَّى الـلّٰـهُ عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم said, ‘Adorn your gatherings by sending Salat upon me; your sending of Salat upon me will be light for you on the Day of Judgement.’ (Firdaws al-Akhbār, vol. 1, p. 422, Hadith 3149)
A Petition in the Divine Court
Ilāhī dikhā day Jamāl-e-Madīnah
Atā kī-jiye hāzri ki sa’ādat
Ināyat ho mujh ko Wisāl-e-Madīnah
Dikhā day mujhay sabz gumbad kay jalway
Dikhā mujh ko dasht-o-jibāl-e-Madīnah
Pohanch kar Mādīnay mayñ ho jāye Maulā
Mayrī jān fidā-e-jamāl-e-Madīnah
Gham-e-Ishq-e-Sarwar Khudāya atā kar
Mujhay az Tufail-e-Bilāl-e-Madīnah
Khudāa-e-Muhammad hamāray diloñ say
Nā niklay kabhi bhī Khayāl-e-Madīnah
Qadam chūm kar sar pay rakh layna Attār
Nazar aye gar Nawnihāl-e-Madīnah
(Wasail-e-Bakhshish (Amended version) p. 363)
(Penned by: Shaykh-e-Tareeqat Ameer Ahl-e-Sunnat دَامَـتْ بَـرَكَـاتُـهُـمُ الْـعَـالِـيَـهْ)
Comments