اَلۡـحَـمۡـدُ لـِلّٰـہِ رَبِّ الۡـعٰـلَـمِیۡنَ وَ الـصَّـلٰـوۃُ وَالـسَّـلَامُ عَـلٰی سَـیِّـدِالۡـمُـرۡسَـلِـیۡنَؕ اَمَّـابَــعۡـدُ فَـاَعُـوۡذُ بِـالـلّٰـہِ مِـنَ الـشَّـیۡـطٰنِ الـرَّجِیۡمِؕ بِـسۡمِ الـلّٰـہِ الـرَّحۡـمٰنِ الـرَّحـِیۡمِؕ
The Holy Prophet صَلَّى الـلّٰـهُ عَلَيْهِ وَاٰلِهٖ وَسَلَّم has said:
He who recites Salat upon me once, Allah Almighty writes one Qeerat reward for him, and Qeerat is equal to the Uhud mountain. (Musannaf Abd-ur-Razzaq, vol. 1, p. 39, Hadees 153)
Munajat
Mujhay bakhsh day bay sabab Ya Ilahi
Mujhay bakhsh day bay sabab Ya Ilahi
Na kerna kabhi bhi ghazab Ya Ilahi
Pa-ye Shah-e-Batha, mayri choot jayain
Buri ‘aadatayn sab ki sab Ya Ilahi
Mayn Makkay mayn aaon mayn Madinay mayn aaon
Bana koi aysa sabab Ya Ilahi
Dikha day Bahar-e-Madinah dikha day
Pa-ye Tajdar-e-‘Arab Ya Ilahi
Kabhi to mujhay khuwab mayn mayray Maula
Ho deedar-e-mah-e-‘Arab Ya Ilahi
Nazar mayn Muhammad kay jalway basay hoon
Chalon iss jahan say mayn jab Ya Ilahi
Gunahoon say Attar ko day mu’aafi
Karam kar, na kerna ghazab Ya Ilahi
(Wasail-e-Bakhshish, (Amended version) p. 107)
Penned by: Shaykh-e-Tareeqat Ameer Ahl-e-Sunnat دَامَـتْ بَـرَكَـاتُـهُـمُ الْـعَـالِـيَـهْ
Comments